vishvEshvara darshana - Lyrics
- Sharanya naidu
- Mar 7, 2023
- 1 min read
vishvEshvar darshan raagam: dhanashree
20 naTabhairavi janya Aa: N2 S G2 M1 P N2 S Av: S N2 D1 P M1 G2 R1 S
OR
10 naaTakapriya janya Aa: S R2 G2 M1 G2 P D1 N2 S Av: N2 D1 P M1 G2 R1 S N2 S
taaLam: cowtaaL (Hindustani) or roopakam Composer: Swaati TirunaaL Language: Hindi
pallavi - staayi
vishvEshvar darsan kar cal man tum kAsI
anupallavi
vishvEshvara darsan jab kInhO bahu prEma sahit kATi karuNa nidhAn janan maraNa phAsI
antara 1
bahtI jinkI purI mO gangA pay kE samAn vA kE taT ghAt ghAt bhar rahE sanyAsI
antara 2
bhasma ang bhuj trishUl ur mE lasE nAg mAl girijA ardhang dharE tribhuvan jin dAsI
antara 3
padmanAbh kamalanayan trinayan shambhu mahEsh bhaj lE in dO svarUp rahiyE avinAshI