sumukha gaNapati
raagam: shankarAbharaNa
Aa:S R2 G3 M1 P D2 N3 S Av: S N3 D2 P M1 G3 R2 S
taaLam: Adi Composer: Ganapati Saccidananda. Language:
pallavi
sumukha gaNapati dEdO sanmati arka gaNapati dO sUkSmabuddhi
caraNam 1 OmkAr nirvikAr nirAkAr tU sakala vEd mantr kA tattv sAr tU satv rajas tamas sE pAr tU rahE hamkO bhI yOg kA rahasya batAdE caraNam 2 gam bIja mantr sE upAsanA karE mUlAdhAr cakr tErI shakti sE calE hErambh mahAkAya tujh kO bulAyE kan kan mE gaN gaN mE tujhkO hI pAyE caraNam 3 lambOdar tujhkO lOg kyOn kahE kOTi brahmAND tUnE pEr mE dharE sUkSma nEtr tujh kO lOg kyOn kahE jIv kOTi tErI krpAdrSTi sE calE caraNam 4 brahma viSNu rudrAdi dEva dEv milkE vighnAdhipati kahE tujhE shan sE trikaraN shuddhi sE tujhE pukArE saccidAnand tatva hamE dilAdE
Comments