main tO nahi - Lyrics
main tO nahi
raagam: behAg
Aa:S G3 M1 P N3 D2 N3 S Av: S N3 D2 P M1 G3 R2 S
taaLam: Adi Composer: Swaati TirunaaL Language:
pallavi
main tO nahi jAvun janani jamunA kE tO tIr
caraNam 1 itni sukE mAt jasOdA pUchti murahar sE kyO nahi jAvat dhEn carAvan bAlak kah ham sE caraNam 2 kahat hari sab gvAlin mil ham minjat ghan kuch sE jab sab lAjbharI brajvAsin kahE na kahO drg sE caraNam 3 taubhI kahat sabE madhusUdan bOlat jasumati sE jab tab gOpin sab hari kE mukh DhAnkat nij kar sE caraNam 4 aisi lIlA kOTi kiyO kaisE jAyO madhuvan sE padmanAbh prabhu din udhAraN pAlO dukh sE
Comments