guru hamArE datta prabhu - Lyrics
- Sharanya naidu
- Apr 5, 2023
- 1 min read
Updated: Nov 21, 2024
guru hamArE datta prabhu
raagam: ?
taaLam: Unknown Composer: Ganapati Saccidananda. Language:
pallavi
guru hamArE datta prabhu un kI yAd karE kalyAN
caraNam 1 sahyAdrI kE sUraj dattA bhakta hrday kE candA dattA sArE jagakI SAn caraNam 2 dIna bandh dayA sindhu datta kaST harE var dEtE datta bhakt pAyE varadAn caraNam 3 pAp tAp sab har tE dattA jnAn kA dIp jalAdE dattE dE saccidAnanda jnAn
Comments